Tha boht khush jo bhula k mujhe,
Aaj roya gally lga k mujhe,
Us ny pehla swal ye pucha,
Tm ko kesa laga ganwa k mujhe,
Mujh ko pathr bnaa k kehta hai,
Jan! dekho na, muskura k mujhe,
Zindgi ne to azmaya hai
Tm b dekh lo azma k mujhe,
Us ne rasta badal lia apna,
Pyar ki rah per chala k mujhe...
No comments:
Post a Comment